vo dil hi kya jo tere milne ki dua na kare,
main tere bin jinda rahoon khuda na kare.
rahega saath tere mera pyaar zindgi bhar ke liye,
yeah aur baat hai ki zindgi wafa na kare..........
suna hai usko mohabaat duaien deti hai,
jo dil pe chot to khaye magar gella na kare.......
yeah theek hai nahin marta koi judai mein,
rab kisi ko kissi se juda na kare.................

0 comments:
Post a Comment