
jab raat ka aanchal lehraye
jab panchi gharon ko laut aaye,
jab saansen madhum-madhum ho
jab sara aalam so jaye
tum tab b mujh mein jaghte ho
har rang ko gehra karte ho
tum hum mein sama jate ho
hum ko aur kareeb laate ho
tab 'DUA' ye laboon pe aati hai
tum aise hi hum ko samate raho
is raat ki kabhi subha na ho............
0 comments:
Post a Comment