KASH

Wednesday, September 9, 2009


har lamha main jise pyaar karti hoon.

jisko pane ki fariyaad baar baar karti hoon.



vo sun na he nahi chahta aur main izhaar karti hoon

vo aata he nahin aur main intzar karti hoon,

khata uski nahin kami hamari hai

mein ek patthar se pyaar karti hoon



main bulati hoon to vo sunta nahin

main bhoolati hoon to vo bhoolne deta nahin

khata uski nahin kami hamari hai

jo mujhe chahta he nahi

par main phir bhi usse pyar karti hoon.

0 comments: