
Tere pyaar ka 'Armaan' hai mujh ko;
Tere kabil nahin main ehsaas hai mujh ko.
Zameen pe reah ke chaand ko pana;
mumkin nahin Yeh ehsaas hai mujh ko.
Khushi ,wafa,chahat,Taqdeer ke khel hain;
Jeetna mumkin nahin, Yeh ehsaas hai mujh ko.
Apni chahat pe itna 'vishwaas' hai mujh ko.
1 comments:
rocking i m going to use it
Post a Comment